Thursday, 3 November 2016

Raat tanha bhi hai,khamoosh bhi hai aur udass bhi
baat mukhtasar si hai ky mosaam thandi hawaon ka agaya hai

Dil ghbraya bhi hai, uski yaad main ankheen bhi hain num
baat besabab si hay ky mosaam khamoosh fazaon ka agaya hai

Yaad E Yaar main shidaat bhi hai aur lazzat bhi.... 
baaat itni si hai k bssss mosaam Bey-DrD  Ghataaon ka agaya hai.....