baat mukhtasar si hai ky mosaam thandi hawaon ka agaya hai
Dil ghbraya bhi hai, uski yaad main ankheen bhi hain num
baat besabab si hay ky mosaam khamoosh fazaon ka agaya hai
Yaad E Yaar main shidaat bhi hai aur lazzat bhi....
baaat itni si hai k bssss mosaam Bey-DrD Ghataaon ka agaya hai.....

No comments:
Post a Comment